Tuesday, 3 July 2012

Aye Raat Na Dhalna

Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
Bhai se dame subho bichar jayegi zainab
Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
Sone de sakina ko ke phir so na sakegi
Rona bhi ja chahegi to phir ro na sakegi
Asghar se mulaqat to phir ho na sakegi 
Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
Ghabrae hue laal hai sahmi hui maayain
Jee bhar ke main de loo ali akbar ko duae
Lena hai abhi auno- mohammad ki balaye
Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
Har chand se bachon ki abhi pyas hai baqi 
Kuch ankh me hasrat to kuch aas hai baqi
Lekin mera bhai mera abbas hai baqi
Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
Baqi hai abhi aale mohamad ka safina 
Beti ko sulane ko hai shabbir ka sina 
Jhoola ali asghar ka juhlati hai sakena 
Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
Kal kon sunega ye meri aaho buka bhi
Hoga tahe khanjar mere bhai ka gala bhi
Khaima to kuja sar pe na hongi ye rida bhi 
Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
Aye raat gahri bhar ko to rehane skoon meen
Kir jayenge nasir mere aaela ki sofon meen
Chand se chehra to naha jayenge khoon meen
Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab

8 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Aye raat na dhalna ke ujad jaye gi zinab
    Bhai se dam e subho bichar jaye gi zainab
    aye raat bikhar ja tere bas main hai jahan tak
    mit jyen ge kal aal e payambar k nishan tak
    baqi hai ye manzar Ali Akbar ki azan tak
    Sone de sakina ko ke phir so na sake gi
    Rona bhi jo chahe gi to phir ro na sake gi
    Asghar se mulaqat to phir ho na sake gi
    Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
    Ghabrae hue laal hai sehmi hui maayain
    Jee bhar ke main de loon ali akbar ko duaen
    Lena hai abhi aun -o- mohammad ki balayen
    Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
    Har chand k bachon ki abhi pyas hai baqi
    Kuch ankh me hasrat hai to kuch aas hai baqi
    Lekin mera bhai mera abbas hai baqi
    Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
    Baqi hai abhi aal e mohamad ka safina
    Beti k sulane ko hai shabbir ka sina
    Jhoola ali asghar ka jhulati hai sakina
    Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
    Kal kon sune ga ye meri aah o buka bhi
    Hoga tah e khanjar mere bhai ka gala bhi
    Khaima to kuja sar pe na hogi ye rida bhi
    Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab
    Aye raat ghari bhar ko to rehne de skoon main
    ghir jayen ge nasir mere aada ki safon main
    ye chand se chehray to naha jayen ge khoon main
    Aye raat na dhalna ke ujad jayegi zinab

    ReplyDelete
  3. yeh noha kon se sal likha gaya ?

    ReplyDelete
  4. Mashallah 😭 😭 me WhatsApp and the

    ReplyDelete
  5. Thanks for it's very useful us

    ReplyDelete